Hey There
If you want a list of best rap songs to sing for begginers then Comment down if i got 5 comments then will post of that too.
After the Post for best Songs for female beginners to sing, Here is the New Post about Best Hindi Bollywood songs to sing or Best Bollywood songs for karoke.
You can be this post if you want to rock the upcoming Function or Fresher Party or anything in which you want to rock the stage.
I am going to include all Kinds of Old and New both kind of bollywood songs are present in this list so choose the song which you feel better to sing and that should be familier with you. I mean Choose you bollywood song for karaoke that you listened most and have lyrics of that song in mind.
So lets begin our list of easy songs to sing hindi,
easy hindi songs to sing
Want to look Stylish Here are the Post related to Outfits like Bollywood Stars
Best Bollywood songs to sing for beginners/Karaoke
1. Hasi
Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Hum the dhoondhte jisey wo kami ban gaye
Tum mere ishq ki sar-zameen ban gaye
Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
2. Agar Tum Sath Ho
Here are some of the Best lines of this song to sing for beginners
Teri nazro mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
3. Thodi Jagah
Here are some of the Best lines of this song to sing for beginners
Tere dard se jud jaun main
Mila jo tu yahan mujhe
Dilaun main yakeen tujhe
Rahun hoke tera sada
Bas itna chaahta hu main
Thodi jagaah dede mujhe
Tere paas kahin reh jaaun main
Khamoshiyan teri sunu
Aur door kahin na jaaun main
4. Dheere Dheere
Here are some of the Best lines of this song to sing for beginners
Jabse Tujhe Dekha Dil Ko Kahin Aaraam Nahin
Mere Hothon Pe Ek Tere Siva Koi Naam Nahin
Apna Bhi Haal Tumhare Jaisa Hai Saajan
Bas Yaad Tujhe Karte Hai Aur Koi Kaam Nahin
Ban Gaya Hoon Main Tera Deewana
Dheere Dheere Se Dil Ko Churaana
Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana
Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana
5. Kaun Tujhe
Tu aata hai seene mein
Jab jab saansein bharti hoon
Tere dil ki galiyon se
Main har roz guzarti hoon
Hawaa ke jaise chalta hai tu
Main ret jaisi udti hoon
Kaun tujhe yun pyar karega
Jaise main karti hoon
6. Pehla Nasha
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Ek kar doon aasmaan zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
7. Mere Sapno ki Rani
Here are some of the Best lines of this song to sing for beginners
Aur kisi pe yeh aa jaaye
Kya hai bharosa aashiq dil ka
Aur kisi pe yeh aa jaaye
Aa gaya to bahut pachtaayegi tu
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, haan tu chali aa
8. Ae Dil Hai Mushkil
Here are some of the Best lines of this song to sing for beginners
Yeh jism bhi mera
Utna mera nahi
Jitna hua tera
Tune diya hai jo
Woh dard hi sahi
Tujhse mila hai toh
Inaam hai mera
Mera aasmaan dhoondhe teri zameen
Meri har kami ko hai tu laazmi
Zameen pe na sahi
Toh aasmaan mein aa mil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil
9. Ek Raat
Here are some of the Best lines of this song to sing for beginners
Main bhi na jaane kaha kho gaya tha
Zindagi bhi mujhse khafa ho gayi
Jis din ki is dil ne khudse mohobat
To zindagi bhi mujhpe fida ho gayi
Mere paas nahi hai koi saath nahi hai
Or na hai ab kisika intezaar kahi
Tere baare mai na sochu aisi raat nahi hai
Par tu tode dil mera teri aukaat nahi
10. Agar Tum Mil Jao
Tumhe Hum Apne Jism-Jaan Mein Kuch Aise Basa Lenge… (2)
Teri Khusboo Apni Jism Ki Khusboo Bana Lenge
Khuda Se Bhi Na Jo Toote…
Khuda Se Bhi Na Jo Toote
Wo Rishta Jod Lenge Hum
Agar Tum Mil Jao
Zamana Chod Denge Hum
Tumhe Paakar Zamane Bhar Se
Rishta Tod Denge Hum
( Agar Tum Mil Jao
Zamana Chod Denge Hum )… (2)
11. Blue Eyes
Tujhko to zara sa bhi dar na hai
Champagne ger di hai tune meri pant pe
Aur kehti hai change karlo hotel leke rent pe
Blue eyes, hypnotize teri kardi ai mennu
I swear! Choti dress mein bomb lagdi mainu
Glossy lips, uff yeh tricks
easy hindi songs to sing
0 Comments